Start Learning Hindi in the next 30 Seconds with
a Free Lifetime Account

Or sign up using Facebook
Word Image
Top 10 Quotes About Language Learning
10 words
Word Image
Top 10 Quotes About Language Learning
10 words
ek nayyi bhasha ek nayya jeevan hota hai.
एक नयी भाषा एक नया जीवन होता है|
(s)
A new language is a new life.
meri bhashaon ki seema hi mere sansar ki seemayein hai.
मेरी भाषाओं की सीमा ही मेरे संसार की सीमायें है|
(s)
The limits of my language are the limits of my world.
yadi aap ek aadmi se us bhasha mein baat kartein hai jo wo samajhta hai toh veh uske dimag mein jayegi.yadi aap usse uski hi bhasha mein baat kartein hai toh veh uske dil mein jayegi.
यदि आप एक आदमी से उस भाषा में बात करतें है, जो वो समझता है तो वह उसके दिमाग़ में जाएगी| यदि आप उससे उसकी ही भाषा में बात करतें है, तो वह उसके दिल में जाएगी|
(s)
If you talk to a man in a language he understands, that goes to his head. If you talk to him in his own language, that goes to his heart.
kisi dosri bhasha ka gyan hamein ek dosri aatma ka ehsas karaata hai.
किसी दूसरी भाषा का ज्ञान हमें एक दूसरी आत्मा का एहसास कराता है|
(s)
To have another language is to possess a second soul.
aap kabhi bhi ek bhasha nahi samajh sakte jab tak ki aap kam se kam do samjhte hoon.
आप कभी भी एक भाषा नही समझ सकते जब तक की आप कम से कम दो समझते हो|
(s)
You can never understand one language until you understand at least two.
ek alag bhasha jeevan ki ek alag drishti hai.
एक अलग भाषा जीवन की एक अलग दृष्टि है|
(s)
A different language is a different vision of life.
ek aadmi jo dau bhashayein jaanta hai voh dau aadmiyon ke barabar hota hai.
एक आदमी जो दो भाषायें जानता है वो दो आदमियों के बराबर होता है|
(s)
A man who knows two languages is worth two men.
aap har nayi bhasha jo aap bolte hain uske liye ek naya jeevan jeete hai.yadi aap kewal ek hi bhasha jaante hain toh aap kewal ek baar hi jeete hai.
आप हर नयी भाषा जो आप बोलते हैं उसके लिए एक नया जीवन जीते है| यदि आप केवल एक ही भाषा जानते हैं तो आप केवल एक बार ही जीते है|
(s)
You live a new life for every new language you speak. If you know only one language, you live only once.
bhashayon ka gyan buddhimata ka marg hai.
भाषयों का ज्ञान बुद्धिमता का मार्ग है|
(s)
Knowledge of languages is the doorway to wisdom.
bhashaayon ka gyan ....agyanta ke liye mahan upaya hai.
भाषाओं का ज्ञान... अज्ञानता के लिए महान उपाय है
(s)
The great remedy for ignorance ... is knowledge of languages
0 Comments
Top